Agar aap mobile me internet data ki bachat karna chahate hai to en baato ka rakhe dhyan....

Sabse pehle kabhi bhi google play store ki auto update feature ko on na rakhe...

Bina kaam wale app ko turant uninstall kr de, kyu ki ye apps internet jada use khapat karte hai

Mobile me data saver mode on karke rakh sakte hai, 

esase bina matlab ka data use hone se roka ja sakta hai

Online dekhi jane wali video ko normal quality me dekhkar bhi internet ki bachat ki ja sakti hai